(1)
Hami say hay shab-e-awargi qaim...
Kitna ajeeb lagta hay ye SAR-E-SHAM so jana.
(2)
Ab kia dhoondty ho jaly huay kagzoon ki raakh main FARAZ,
Wo jis ka unwan tum thay woh afsana hi jal gya.
(3)
Najane Uss Ke Dil Mein Mehfilain Aabaad Hon Kitni...
Akela Jo Bhi Betha Ho Usay "TANHA" Nahi kehtay.

Tags
Faraz Urdu Poetry