main ilqfat-e-yar ka qail nahe hon dost
sone k naram tar ka qail nahe hon dost
muj ko khizan ki it luti raat se hai piyar
main ronak-ebahar ka qail nahe hon dost
har sham wasal ho nahe tamhen-de-dilbari
itna bhe intezar ka qail nahe hon dost
do char din ki baat nahe zindagi ki baat
do char din ka piyar ka qail nahe hon dost
jis ki jhalak se manand ho ashkon ki abru
us motiyon k har ka qail nahe hon dost
laya hon be-hisab gunahon ka aik fard
majbur hon shumar ka qail nahe hon dost
SAGHAR ba-kadar zarf lutata hon naqd-e-hawash
saqi se main udhar ka qail nahe hon dost

Tags
SAGHAR Poetry