Nala hadod koe karsa se guzar gaya
ab dar-e-dill elaj or dawa se guzar gaya
on ka kheyal ban gai seene ki dharknen
naghma maqam-e-surat-wo-sada se guzar gaya
eijaz-e-bekhudi hai k ye husan-e-bandagi
ik but ki justoju main khuda se guzar gaya
insaf-e-seem-wo-zar ki tajali ne dass lia
har jurm ikhtiaj-e-saza se guzar gaya
ulji thi aqal-wo-hosh main SAGHAR rah-e-hayat
main le k tera nam fana se guzar gaya