Main keh ashfata-wo-ruswa sar-e-bazar hoa
chak-e-daman ka tamasha sar-e-bazar hoa
teri asmat ki tijarat pas-e-dewar sahe
meri taqdeer ka soda sar-e-bazar hoa
phir koi ahl-e-janun dar pe char jye ga
phir tere husn ka charcha sar-e-bazar hoa
hum ne rakha hai ose dil ka makan main barson
jo kabi hum se shanasa sar-e-bazar hoa
marhale deed k dushwar they lekin SAGHAR
manzal-e-toor ka jalwa sar-e-bazar hoa

Tags
SAGHAR Poetry