Koi nala yahan rasa na hoa
ashq bhe harf-e-mud'dua na hoa
talkh-i-dard he muqadar thi !
Jam-e-ishrat hamen ata na hoa
mahtabi nigah walon se
dil ka dagon ka samna na hoa
aap rasm-e-jafa ka qail hon
main iser-e-ghum-e-wafa na hoa
wo shensha nahe bhakari hai
jo faqeron ka asra na hoa
rahzan, aqal, hosh, dewana
ishq main koi rahnuma na hoa
dubne ka kheyal tha SAGHAR
hay sahil pe na'khuda na hoa
ashq bhe harf-e-mud'dua na hoa
talkh-i-dard he muqadar thi !
Jam-e-ishrat hamen ata na hoa
mahtabi nigah walon se
dil ka dagon ka samna na hoa
aap rasm-e-jafa ka qail hon
main iser-e-ghum-e-wafa na hoa
wo shensha nahe bhakari hai
jo faqeron ka asra na hoa
rahzan, aqal, hosh, dewana
ishq main koi rahnuma na hoa
dubne ka kheyal tha SAGHAR
hay sahil pe na'khuda na hoa
Tags
SAGHAR Poetry