gada qanahat ko bechte hain
khuda ki daulat ko bechte hain
ye husan wale kadam kadam par
qarar aur rahat ko bechte hain
ajeeb hain bagban chaman k
julon ki naghat ko bechte hain
watan main ese bhe rahnuma hain
may-e-qiadat ko bechte hain
ye wahaz parsa khudaya !
Teri fazelat ko bechte hain
khard ka lete hain nam SAGHAR
janun ki azmat ko bechte hain
khuda ki daulat ko bechte hain
ye husan wale kadam kadam par
qarar aur rahat ko bechte hain
ajeeb hain bagban chaman k
julon ki naghat ko bechte hain
watan main ese bhe rahnuma hain
may-e-qiadat ko bechte hain
ye wahaz parsa khudaya !
Teri fazelat ko bechte hain
khard ka lete hain nam SAGHAR
janun ki azmat ko bechte hain
Tags
SAGHAR Poetry